mashhor shakhsiyat kay bary main har koi janna chahta hai. woh apni zati
zindagi main kaisay lagtay hain, kia karty hain, kaya khaty peety hain,
Kia pasand karty hain, Shadi hoi kay ni hoi, Agr nai hoi to keo ni hoi,
Woh kisay pasand karty hain aur aj kal un ka kis kay sath affair chal
raha hai. Yeh aisay sawal hain jin ka jawab har koi janna chahta hai.
Hum Apni pasandeeda shakhsiyat kay bary main haar bat maloom karna
chahty hain. Khas tor per Woh shakhsiyat jo TV say mansoob hain. Hamay
favourite actor and actresses, male and female models.
Indai ki film actresses ko kon ni janta, Jitni woh India main maqbool hain itni hi Pakistan main bhi jaisy Paryanka Chopra. Paryanak nay film industry main kafi naam kamaya hai. Woh kafi salon say adakari kay johar dikha rahi hain. Unhon nay film industry ko kafi hit filmain di hain. Buhat say logon ki woh favourite adakara hain. Is liye log un kay bary main har news parhty hain un kay bary main janna bhi chahty hain. Idhar Pakistan ka mashhor model Imran Abbasi jo kay buhat smart aur wajeh insan hain. Unhon nay India kay aik show ki hosting ki jis main unhon nay Paryanka chopra ki tareefon kay pul bandh diye aur unhain phool bhi paish kia jo kay paryanka nay khushi khushi qabool bhi kar liya. Unhon nay un kay sath dance bhi kia. Jis say yeh tasur parh raha hai kay donon kay darmiyan zroor kuch chal raha hai. Warna itni frankness kahan mumkin. Paryanka aur Imran kay chaharon kay tasurat bhi buhat kuch bayan kar rahy thy. Khair mamla jo koi bhi ho Allah khair hi kary keo lag to yahi raha hai kay dono taraf hai agg brabar lagi hoi. Dikhtay hain ab woh donon khud is ka aitraf akrty hain ya media hi inko pakrta hai. Keo kay dono ki jo halat hai us ka andaza ap video daikh kar bakhobi laga sakty hain.

No comments:
Post a Comment